
Subah Subah
Ayesha shams
0 me gusta1:5919 may 2026
Prompt
Subah subah suraj aaya, Chidiya ne phir geet sunaya 🐦 Bacha uth kar jaldi bhaaga, Thora sa woh neend mein jaaga 😴 Naashta dekha muskura diya, Sab kuch jaldi khatam kiya 😋 School gaya to dost mile, Mil kar sab ne maze kiye 🎒