
Thoda Sa Haath Badha De
Saurabh Singh
Erstellt mit HeartMuLa
Mach einen Song wie diesen
Mach aus einem Namen, einer Erinnerung oder deinem eigenen Text in wenigen Minuten einen Song.
Prompt
Dekh tere sansaar ki haalat Kya ho gayi bhagwan Kitna badal gaya insaan Kitna badal gaya insaan Suraj na badla chaand na badla Na badla re aasmaan Kitna badal gaya insaan Kitna badal gaya insaan Aaya samay bada bedhanga Aaj aadmi bana lafangaa Kahin pe jhagda kahin pe danga Naach raha nar ho kar nanga Chhal aur kapat ke haathon Apna bech raha imaan Kitna badal gaya insaan Kitna badal gaya insaan Dekh tere sansaar ki haalat Kya ho gayi bhagwan Kitna badal gaya insaan Kitna badal gaya insaan Raam ke bhakt rahim ke bande Rachte aaj fareb ke fande Kitne yeh makkaar yeh andhe Dekh liye in ke bhi dhandhe In hi ki kaali kartuton se Hua yeh mulk masaan Kitna badal gaya insaan Kitna badal gaya insaan Dekh tere sansaar ki haalat Kya ho gayi bhagwan Kitna badal gaya insaan Kitna badal gaya insaan Jo hum aapas mein na jhagadte Bane hue kyun khel bigadte Kaahe laakhon ghar yeh ujadte Kyun yeh bachche maa se bichhadte Phoot phoot kar kyun rote Pyaare baapu ke pran Kitna badal gaya insaan Kitna badal gaya insaan Dekh tere sansaar ki haalat Kya ho gayi bhagwan Kitna badal gaya insaan Kitna badal gaya insaan Sad hearttouching soulful melodyness energy danceablity